रविवार, 22 मार्च 2009

बदल दो भारत को

आज आवश्यकता इस बात की है कि प्रशाशनिक अधिकरण में और राजनीती में युवाओं को एक नयी urja और सोच के sath rashtra का nirman करना है जो har उस bhartiya का हो जिसमें rashtra nirman का sankalp लिया है। इस yuva भारत को विश्व भारत में परिवर्तित करें bahurashtriya nigamon और sangthanon को tyag कर prashashanik adhikari बने और bhrashtachar mukta भारत का nirman करें
Dhanywad
Ranish Jain
Allhabad, utter pradesh, India

3 टिप्‍पणियां:

  1. aapke vichar se sahamat hoon aaj kee sabse jwalant samasya in briddh bhrasht rajnetaon ka netritva hai inse mukti ek prakar se sare papo se mukti ho gi
    gulab mishra
    india

    जवाब देंहटाएं
  2. sir, mai aapse upsc me honewali scaling ke bare me janan chahta hoon,.mai pre me history aur mains me history ke saath nmath rakhna chahta hoon............kya ye combination sahi rahega ,aur scaling ke lihaz se math lena theek hai ki nahi.............

    जवाब देंहटाएं
  3. dost ko badhai
    aap ki kaamyabi ko dek kar es dhra ko naman kar raha hu ! jis ki god me aap jasa itihaskar khel kar ! aaj itihas bana raha hy dhanybad bhind ka naam pritvi pr ankit karne par with famli aap ko naman

    जवाब देंहटाएं